• Missed call to ek bahana hai,
Irada to aapka ek lamha churana he,
Aap chahe humse baat karo ya na karo,
Aap ki yadon mein humara ana jana hai.
• Jisne humko chaha, use hum chah na sake,
Jisko chaha usae hum pa na sake,
Yeh samajh lo dil tutne ka khel hai,
Kisi ka toda aur apna bacha na sake.
• Raate gumnam hoti hai,
Din kisike naam hota hai,
Hum jindgi kuch is tarah jite hai,
Ki har lamha sirf dosto ke hi naam hota hai.
• Kya kahun tujhe? Khwab kahun to toot jayega, dil kahun to bikhar jayega,
Aa tera naam zindagi rakh dun, maut se pehle to tera saath chuut na payega!
• Itna khubsurat kaise muskura lete ho,
Itna qatil kaise sharma lete ho,
Kitni aasani se jaan le lete ho,
Kisi ne sikhaya hai...ya bachpan se hi kamine ho?
• Tuhaar chehra Moti samaan, Tuhaar chehra Moti samaan, Tuhaar chehra Moti samaan, Moti hamaar kutte ka naam!
• Yun to kisika peecha nahin karte,
Dard-e-dil diya aur liya nahin karte,
Ittefaq ki baat hai ye hamari dosti varna,
Itna kimti SMS kisi ko kiya nahin karte.
|